Shehar ka ye shor rok do, yaaron.
Dheere chalne main kucch toh hai.
Yun toh nahi ruk jaane ko
Daud rahe hain sabhi.
Havaayein parindon ke liye chhod do, yaaron.
Is zameen main kucch toh hai.
Yun toh nahi utar aane ko
Ud rahe hain sabhi.
Advertisement